Ya Ali Madad Mukhi Saheb; Kamadiani Maa; and All Others
There countless icons of pride; but you can't compare mother with any one of them.She is unique in herself. She is beauty of mankind. But equation is changing because of individualism. She has lost; and still loosing her dignity; and respect day by day. This is not right; and acceptable in any society.and that must be stopped
Maa
Dekho woh Maa hay mery mamta bhari
Zindagi bher woh mujh say pyar kari
Janum diya oos-ney mujey takli-fo(n) kay bad
Dekho woh muj per kitna bar(d)ha ahsan kari
Kutch bhe na-tha; jub paida hu'a mei(n)
Paal posh ker woh muj-ko bar(d)a kari
Jub bemar hota tha bachpan mei(n) kabhi
Raat; raat jaag ker woh muj-ko acha kari
Jub mei(n) taqriban 4 saal ka honey wala tha
Maa ney muj-ko school bhej-ney kee tayyari kari
Woh mujey par(d)hati rahi Primary say Secondary tuk
Dekho woh kis-tarah mujey talim-yafta kari
Par(d)h leekh ker jub mei(n) faarig honey wala tha
Tub oos-ney meri Shaadi key tayyari kari
Graduation mei(n) jub pehli position lay-ker aaya
Aap souch nahi(n) sak-tey yeh baat Maa ko kitna khoosh kari
Kutch bhee kar-loo(n) Maa kay ahsaa-no(n) ko ootar sakta nahi(n)
Meri Maa hay Jannat; dekh lo woh hay mere saamney khar(d)hi
Zindagi mei(n) kabhi dookh na dena apney Maa-Baap ko
Gar kisi nay diya; bad-nasib hogi woh gar(d)hi
Es-say bar(d)ha goonah zindagi mei(n) aur ko'i nahi(n)
Oos-key maa'fi nahi(n) aur saza milay gee bohat bar(d)hi
Maa jeysa zindagi mei(n) ko'i ho sakta nahi(n)
Baap jo karta hay; woh ko'i ker sakta nahi(n)
Amir
New poem Maa
Great poem on mother, mother's roll for human being and for all creature are very important but most peoples do not understand the importance roll their mother played giving birth to them! unfortunately the respect, sacrifice and importance of mother are diminishing rapidly specially in western countries.